Monday 12 August 2013

Nasir Jamshed

Nasir Jamshed Biography

source(google.com.pk)
The times don’t seem auspicious for Pakistan cricketers. And its not only to do with their poor form, in-team disputes, disharmony, mudslinging, bans, fines, reprimands etc etc etc. It’s high time someone spells out to them to refrain from any felonies.
First we had the infamous ball-biting act by Shahid Afridi. Not only was he dumb enough to do it on live television in front of 26 cameras, but to make himself look stupider, he gave a lame excuse that he was trying to smell the ball. Now you don’t need to do your Masters in Biology to know that in normal humans the smell receptors are located inside the nostrils and not on the teeth.
Then, of course, we have the on-going marriage saga of Shoaib Malik. For long Shoaib continuously denied that he was ever married to Ayesha Siddiqi. However, after the Siddiqui family went public with the nikahnama, with Shoaib’s signature on it, he has now changed his version saying he was tricked into the marriage. Hmmm…it sounds like an acceptable argument if it comes from an illiterate villager. But from an educated national cricketer?? Wonder how many educated urban Pakistani men would consider marrying a girl over the phone without ever meeting her.
And now, we have the Pakistan national cricket team’s 20 year old opening batsman Nasir Jamshed, who has landed up in police custody after being caught red handed cheating in his secondary school (Class 9th) examinations!!! But keeping up with his compatriot’s trend of offering lame excuses, Nasir said, “In the first place I was not appearing in the English paper my friends were appearing in it and I was there helping them.” Err…first of all, that would also be considered as a misdemeanor, but more importantly, it will be interesting to see how Nasir explains that his Roll No. 105268, was on one of the papers if he wasn’t supposed to appear for the English exam which apparently was compulsory.
After Afridi’s ball-biting incident, Ramiz Raja admitted that ball-tampering was a part of Pakistan culture. Well Ramiz, you can surely add a few more misdeeds to the list.
NasirJamshed
Nasir Jamshed

Nasir Jamshed


NasirJamshed

NasirJamshed

NasirJamshed

NasirJamshed

NasirJamshed

NasirJamshed

NasirJamshed

NasirJamshed

NasirJamshed

NasirJamshed

Azhar Mehmood

Azhar Mehmood Biography

source(google.com.pk)
Azhar Mahmood Sagar born February 28, 1975 in Rawalpindi) is a Pakistani cricketer, . Originally his father objected to his interest in cricket, but later started to appreciate it seeing his accomplishments. As a teenager, Azhar was mentored by Irfan Bhatti who played a One Day International for Pakistan in the early 90’s. When not doing net practice, Azhar would fancy himself playing tape ball cricket on the cemented pitch in the cricket ground in front of his home. Azhar made his One-Day International debut against India in 1996, but did not gain major recognition until his Test debut against South Africa the following year when he hit a century and a half-century without being dismissed. He later went on to score two more centuries against the South Africans. He joined the Pakistani team primarily as a medium pacer but he has surprised many by his batting prowess. His hard hitting but orthodox batting skills have also been extremely useful in the one-day game. Unlike most Pakistani pacers who are swing bowlers, he is a useful English-style seam bowler, who can chip in with wickets in time of need.[citation needed] In 2000, Lt-General Tauqir Zia, then the PCB chairman, said that the board would choose the next captain - not based on seniority alone - and if people find the choice unacceptable they will not be selected. Later - in front of some senior players - he told Azhar Mahmood that he will be the next Pakistan captain. Together they would plan the future strategy. But till now this never came to happen.[citation needed] Azhar has played county cricket for Surrey and in November 2007 signed a two year deal to play for Kent[1]. He was recalled to the national side for the ODI series against South Africa in early 2007, but subsequently dropped when the 2007 Cricket World Cup team was announced. He was however recalled to go with the squad to the West Indies after a knee injury to Abdul Razzaq. It was Mahmood's 3rd World Cup. However, aside from playing in a practice match, Azhar didn't get a chance to participate in the World Cup and Pakistan's early exit from the tournament meant that he was once again, in line for being axed from the national squad. Following his exclusion, Mahmood returned to playing county cricket in UK. Over the years, due to his constant exclusion from the Pakistani squad and the fact that he has crossed the 30 year mark in his age, it seems that Mahmood is not as interested in returning to Pakistani line up as he once was. His weight gain, mediocre performances in ODIs, combined with the tough competition for the all rounder slot in the Pakistani line up means that his chances for making a return to the national squad are very limited. He has recently signed with the Indian Cricket League (ICL) and has been released from his central contract. Recently he has received British citizenship, thus allowing him to play for Kent as an English-qualified player, further distancing himself from a recall to the Pakistan side[1].

Azhar Mehmood

Azhar Mehmood

Azhar Mehmood

Azhar Mehmood

Azhar Mehmood

Azhar Mehmood

Azhar Mehmood

Azhar Mehmood

Azhar Mehmood

Azhar Mehmood

Azhar Mehmood


Javed Miandad

Javed Miandad Biography 


Source(google.com.pk)
The great batsman of World Cricket history, have dominant position in “All Time Greats” and gave new turn to Pakistan cricket Javed Miandad born on 12 June 1957 at Karachi Sindh Pakistan. His father belongs to Karachi city cricket Gymkhana and he wished to make one of his son a cricketer. Javed Miandad got chances to play in Muslim Gymkhana and in the age of 14, his name considered in good cricketer. Miandad started his test career from New Zealand home series. In this page, you will read Javed Miandad cricket history and Biography in Urdu, Hindi and Roman Urdu.

Javed Miandad Photo
Javed Miandad Biography In Urdu

Pakistani cricket ki tareekh ka behtreen batsman all time grades mein kia numaya muqam ka hasiil aur Pakistan cricket ko kia naya chehra dene wale javed Miandad 12June 1957 ko karachi mein paida huwe. Javed Miandad ka walid ka taluq Karachi city cricket association se tha. Woh Muslim Gymkhana ka sports secretary bhi they. Cricket se bohot lagao hone ki wajah se in ki khawaish thi ka in kakoi beta cricketer bane. Javed Miandad ko bachpan se circket ka mahoul mila. Muslim Gymkhana mein Javed Miandad khelne ka thora bohot mouqa milta raha. 14 saal ki umar mein Javed Miandad ka shumar ache cricketers mein kiya jane lage. 1973 se 1974 mein in ko (KCCA) whites ka liye muntakhib kiya gaya. Sindh under 19 ka fainal ki dono innings mein sanctuary bana kar inhone selectors ki tawajah apni taraf mubazol karli. Iss ka bad kardar smar shild tournament mein inhone karachi wahites ki taraf se khelte huwe nathional bank ka kheliaf 331runs banaye.

World Cup 1975

Javed Miandad kay musalsal umda kar kardagi ne rang dekhaya aur 1975 ka World Cup ka liye inhe team mein shamil karliya gaya. World cup mein apna phela match Javed Miandad West Indies ka khilaf khela aur 24 runs ki pur atemad innings kheli. Sri Lanka ka khilaf khele jane wale match mein Javed Miandad do wickets hasil kien aur not out rehte huwe 28 runs banaye. Javed Miandad ki kardagi dekhne walon ko mutasir kar gai aur inhein six’s county ki second eleven mein jaga mil gai lakin apni umdah karkardagi ki badolat woh jald hi nai senior eleven mein shamil hogaye.

Javed Miandad Test Career

Javed Miandad ne apne test career ka agaz New Zealand ka khilaf home series se kiya. Iss team Imran khan bhi shamil they jo watan ki sar zameen per apna phela test khel rahe they. Javed Miandad ne is test ko jitane mein aham kirdar ada kiya. Javed Miandad ne aisi surathal mein batting shoro ki jab Pakistan ka 4 runs bare batsman out ho chuke thay. Javed Miandad, Asif Iqbal ki hamrahi inning ka agaz kiya aur apne phele hi match mein 163 runs ka bara score bana dala. Isi sires mein unhone kia double sanctuary bana kar double sanctuary banane wale sub se kam umar player hone ka azaz hasil kiya.

Bharati Cricket Team Ka Daure-e-Pakistan

1978 mein jab Bharat ki team Pakistan ka dore per ai to mulk mein cricket ki maqboliyat apne urooj per thi. kia taweel arse bad dour riwayati hereef kia dusre may mad e muqabil the. Javed Miandad ne Bharat ka khilaf Faisalabad mein khele jane wale phele test mein 154 runs banaye aur not out raha aur phir Karachi mein khele jane wale tesre test mein Javed Miandad aik aur century banai. Lakin in sanctuaries se bhi bari baat ye thi ka Javed Miandad iss test ki dosri inning mein taiz raftar 63 runs bana kar Pakistan ko fatah se humkinar kiya. Akhri 26 over mein Pakistan ko 164 runs ki zarorat thi aur sorat e hall one day match ki thi. Asif Iqbal ka sath Miandad ki inning qabil e deed thi. Dono ne jis andaz mein Bharti fielding ko mutashir kar ka runs samaete shayid hi aisi innings dobara kabhi dekhne mein na aye. Aik dilchaps baat ye hai ka duniya ko wicket ka darmiyan dorna sikhne wale ye dono khilari apne apne career ki akhri inning Bharat mein khele aur dono hi iss inning mein run out hi huwe. Miandad ka akhri match world cup 1996 ka quarter final tha. Jo Bangalore mein khela gaya aur jis mein Miandad 38 runs bana kar run out huwe. Asif Iqbal ne apna akhri match Eden gardens kolkata mein khela aur is match ki dusri inning mein 15 runs bana kar run out huwe.

Pakistani Cricket Team Ka Daure e Bharat

1979 se 1980 mein Pakistan ki team ne Bharat ka doura kiya jis mein khilaryon ki khasosan super stars karkardagi achi na rahi. Air marshal Noor khan ko Pakistan cricket board ka sarbarah bana diya gaya unhon ne qaumi team ka caption javed Miandad ko muqarar kardiya. Chun ka senior player Bharat mein shikast ki sharmandagi ka bais kuch keh nahi sakte thay. Iss liye Australia ka khilaf 3 test machetes ki series mein Javed Miandad ne team ki qayadat ki aur Pakistan ne spiners ki madad se series jeet li. Lakin 1980 se 81 mein west Indies ka khilaf series mein Pakistan Faisalabad test har gaya. super star javed Miandad ki qayadat se khush nahi thay. Dosri taraf Noor khan Miandad ko captaini se hatane ka liye tayar na thay. 1981 se 82 jab Pakistan ki team Australia ka doure per gai to team mein imteshar urroj per tha. Pakistan ki team aik inning mein to sirf 62 runs bana kar out hogai. Iss ka bad Melbrane test mein Pakistan ne aik inning mein 500 runs banaye aur match jeet liya. Australia se wapsi per khilariuo ne Miandad ki qayadat ka khilaf bagawat kardi. Undino Sri Lanka ki team Pakistan ka doure per aye thi. Pakistan ne do test super star ka bagair khele. Iss ka bad Miandad ne khud hi captainship se dastaber hone ka alan kardiya Air marshal Noor khan ne Imran khan ko captain bana diya.

Pakistani Test Cricket Captains

1982 mein England ka doure mein Imran khan ne team ki qayadat (Captain) ki in ko Miandad ka tawon hassil tha aur Imran khan ka pure career mein hata ka world cup 1992 mein bhi javed Miandad Iimran ko mouqe ki munasbat se mashware diyakarte thay. Imrna khan chun ka dafa karne ka bajaye attack karne ko tarjeh dete thay. Iss liye in ko Miandad ka sath le kar kamiyabi hasil huwe. Javed Miandad in dino apne career ka urroj per thay.

1982 mein Bharat ka khilaf Hyderabad test mein Javed Miandad ne 280 runs banaye Imran ki qayadat (Captain) mein unhone test matches mein phele session mein 948 runs banaye jin mein 3 centuries shamil thi. Isi session mein Imran khan streak factors ka shikar hogaye aur qayadat Zaheer Abbas ka hath mein agai. 1984 se 1985 mein Zaheer Abbas ne New Zealand ka doure mein captaini wapas lene se inkear kardiya to aik bar phir captainship Miandad ka pass wapas agai. Iss doran Miandad ki purzour sifarish per Waseem Akram New Zealand ka doure ka liye muntakhib huwe to Waseem Akram ate hi Dunedin test mein 10 wickets le kar shurat hasil karli. 1985 mein Australia mein mini world cup 1985 mein Javed Miandad ne team ki qayadat ki magar team final mein pohuch kar Bharat se har gai. Us doran Imran khan sehat yab ho kar team mein wapas a gaye aur Miandad khud hi Imran khan ka huq mein team ki qayadat se dastbardar ho gaye.

Javed Miandad Sharjah Six

1986 mein Sharjah mein hone wale Australia cup ka final ki akhri ball per Javed Miandad ne Chetan Sharma ko six mar kar Pakistan ko fatha diladi. Iss yadgar tareekhi chahke ki badolat na sirf Javed Miandad ne Pakistan ka riwayati hareef se mini world cup ki shikast ka badla liya bal ka Bharat ko nafsiyati tour per aisa majroh kiya ka iss ke bad Bharat ki team kabhi Pakistan ki ankh mein ankhein dal kar na dekh saki aur bain ul aqwami muqabalo (International Cricket ) mein Pakistan ka palra Bharat ka moqable mein hamesha bhari raha.

World Cup 1992

1992 ka world cup ka bad Imran khan retire hogaye to Javed Miandad ki jaga captain bane magar jald hi tareekh (history) ne kia bar phir khud ko dhuraya. team mein inteshar ki wajha se inhein qayadat chorna pari aur Waseem Akram ko captain banadiya gaya. Iss ka bad 1996 ka world cup ka bad woh kia aam khilari ki hasiyat se team ka rukan rahe aur world cup ka bad retire ho gaye. Retire hone ka bawajud cricket se Javed Miandad ka taluq toota nahi 2008 se 1999 mein unhone ne Pakistan team ki coching ki aur aj kal Pakistan cricket board ka director general ka tour per khidmat unjam de rahe hain. Javed Miandad ne kahi munfarid records apne naam kiye woh musalsal 6 world cup mein hissa lene wale wahid khilari hain aur in mudad chand khilariuon mein se kia jin ki test matches mein euns banane ki average kabhi 50 se niche nahi ai 2009 mein Imran khan aur Hanif Mohammad ka sath inhein 1CC ka Hall of Fame mein shamil kiya gaya.
Javed Miandad

Javed Miandad

Javed Miandad

Javed Miandad

Javed Miandad

Javed Miandad

Javed Miandad

Javed Miandad

Javed Miandad
 
Javed Miandad

Javed Miandad

Javed Miandad

Javed Miandad

Tuesday 6 August 2013

Shahid Afridi

Shahid Afridi  Biography

Source(google.com.pk)
hahid Afridi was born on 1st March 1980 in Khyber Agency. He entered the Pakistani cricket team in 1996. Shahid Afridi is the one of the best Cricketer of Pakistani Cricket Team. He is a right handed batsman. Shahid Khan Afridi is also known as Boom Boom Afridi. Shahid Afridi, Saeed Ajmal and Umar Akmal has permission from Pakistan Cricket Board ( PCB ) to play the Austrailian Big Bash T-Twenty. But Shahid Afridi said, i will not come in Big Bash series. I will perform the One Day National T-Twenty tournament on 2nd December. In this page you will read the Shahid Afridi biography and news in Urdu and Roman Urdu.

Pakistani Cricketer Shahid Afridi In Urdu

Shahid Afridi Photo
Shahid Afridi 1st March 1980 ko ( Kohat ) Khyber Agency mein paida hue October 1996 mein cricket mein aae aur boom boom Afridi ke naam se mashoor hue. In ko yeh naam 2005 mein Indian cricketer aur comintater Shastri ne diya. In ko Mushtaq Ahmed ( League Spinner ) ki jagah ke bataur bowler khilaya gaya. Magar 4 October 1996 ko Srilanka ke khilaf 34 balls par 102 score kar ke tez tareen century banane ka world record bana dala. 2011 mein Srilanka ke khilaf khelte huye One day ki 300 Wickets pori ki. One day cricket mein sab se ziyada Six marne ka record bhi unhi ke paas hai. Apni pehli century sirf 16 saal 217 din ki umar mein banane ka record 2007 mein Srilanka ke Bowler Linga ko aik over mein 32 Runs mare, yeh OD cricket ka dosra mehnga tareen over tha.

Cricket ke sirf teesre khiladi hain, jo 5000 runs aur 200 se zaiyd wicket le chuke, dosre do kiladi Jaisurya aur Jack Kallas the. January 2012 ke mutabiq 20/20 ke 45 matches mein 713 runs 54 wicket liye. OD ke 333 matches mein 6893 runs aur 333 wicket, test career mein 26 matches 1683 runs aur 47 wicket liye. 2009 to 2011 tak captain bhi rahe. Is waqt Karachi mein aik arsaa se muqeem hain. 2010 mein Pride of Performance award mila.

Shahid Afridi, Saeed Ajmal aur Umar Akmal ko Pakistan Cricket Board ( PCB ) ne Austrailian Big Bash Twenty20 league mein shirkat ki ijazat de di gaye hai. Pakistan Cricket board ( PCB ) ke tarjuman ka kehna hai ke Daura-e-Bharat ke baiys ibtedah mein teeno players ko injury se bachane ki gharz se ijazat nahi di gai thi. Lekin ab wo Big Bash T-Twenty league khel sakenge. Pakistan Cricket Board ( PCB ) ke mutabiq Indo Pak series ke liye lagae jane wale training camp mein tamam players shamil honge. Big Bash T-Twenty league 7th December se shuru ho rahi hai. All Rounder Shahid Afridi Sydney Thunders, 2nd specialist Saeed Ajmal Adelaide Strikers aur Umar Akmal Sydney Sixers ki Numaiyndegi karenge.

Magar Shahid Khan Afridi ka Big Bash mein shirkat se inkaar. Media se baat karte hue Shahid Afridi ne kaha ke Pakistan in ki pehli tarjeeh hai. Un ka kehna hai ke 2nd December se Karachi mein khele jane wale One day qaumi T-Twenty Cricket Tournament mein hissa lenge.
ShahidAfridi
ShahidAfridi
ShahidAfridi
ShahidAfridi
ShahidAfridi
ShahidAfridi
ShahidAfridi
ShahidAfridi
ShahidAfridi
ShahiAfridi
ShahiAfridi

MuhammadHafiz

Muhammad Hafiz  Biography

Source(google.com.pk)
Mohammad Hafeez, Cricketers is famous for Cricket, Pakistani celebrity. Born on 17 October, 1980
Mohammad Hafeez is a Pakistani cricketer. He is a right-handed batsman and a right-arm offbreak bowler. Hafeez generally opens the batting and is also skilful boundary fielder.
International careerHafeez was one of the several young all-rounders the Pakistani cricket team turned to after their poor Cricket World Cup display in 2003, in which they were eliminated in the first round.
Hafeez scored a half-century on his Test debut against Bangladesh, and in his following Test hit a century. His form with bat and ball would then drop considerably and in late-2003 he was dropped from the Test squad, and soon after the ODI side. With strong domestic performances as well as good showings for the Pakistan A, he remained on the fringes of a recall in 2004. Hafeez returned to the ODI side in 2005 and despite not contributing with the bat, his bowling performances were impressive. In the 2006 Top End Series held in Australia, Hafeez smashed a century for Pakistan A. With Pakistan struggling to find a solid opening pair for Test cricket, Hafeez was recalled for the tour of England. His return to Test cricket was made at The Oval and he scored a fluent 95. Later that year in November, Hafeez retained his place in the side for their home series against the West Indies. After getting starts in the first two Test he would go on to score his 2nd Test century in the 3rd Test in Karachi.
2010 Recall and Good FormIn 2010 he was recalled for the 3rd ICC World T20 Cup. he had poor form in it but showed signs of class batting. He was subsequently recalled again for the T20Is and the ODIs on Pakistan's tour of England. He had some good scores in it and had some solid partnerships with opener Kamran Akmal.
Following this good form he was also in the squad that was selected to play South Africa in the UAE. After some impressive score in the opener slot, he was again rewarded with now a test call up. He had some decent scores in the test matches and bowled some tidy overs of offspin as well.
At the end of 2010 he was also selected for the party that would tour New Zealand. In all of the T20s he made some good scores including a 46.
In the ICC Cricket World Cup 2011, he started the tournament with a few poor scores with the bat, and was consistent with the ball. Especially 10 overs for just 26 runs against Australia and 2 wickets for 16 runs in quarter final. In the quarter-final against West Indies, Hafeez provided a major contribution to the team's victory with 2 wickets and 60*, receiving the player of the match award. Also in the semi final he scored 43 runs and took a wicket for 31 runs in 10 overs although Pakistan lost the match.
In the tour of the West Indies, Hafeez continued his good form with both bat and ball scoring 267 runs in 5 matches with an average of 53.40, and took 6 wickets at an average of 23.50. . He made his second One Day International century in the 4th ODI, where he scored 121 runs before being bowled by the promising leg spinner Devendra Bishoo.
Muhammad Hafeez
Muhammad Hafeez
Muhammad Hafeez

Muhammad Hafeez
Muhammad Hafeez
Muhammad Hafeez
Muhammad Hafeez
Muhammad Hafeez
 
Muhammad Hafeez
Muhammad Hafeez
Muhammad Hafeez